Monday, April 5, 2010

mere apne

kuch gup-chup se
kuch gumsum se,
nirnimesh shunye me ,
takte hai..
apne isi vyaktitva se,
shan bhar me hi
moh lete hai.

Shaliniagam

6 comments:

  1. aapki behti bhavnaoin me chanchalta dekhi, apke hriday mein basi mamta dekhi,ankhon se dekhna kuch nahi hota,humne to apke shabdon mein saralta dekhi

    ReplyDelete
  2. bhavon ko vyakt karna asaan nahi hota, sirf kuch kathin shabdon ke prayog se koi vidvaan nahi hota,par apki lekhni mein jeevan ka satya chupa hai,do boond mein jaise poore saagar ta tatv chupa hai.....

    ReplyDelete
  3. ankhon se mohna kisi roopwati ka kaam hai,teer se marna kisi shikari ka kaam hai,shayad log sach hi kehte honge, shabdon se marna kisi nirlajj ka kaam hai..

    ReplyDelete
  4. waaah........apne apne and apne...Like it

    ReplyDelete